Tera Libaas (Ii) Lyrics
main yun milun tujhe tera libaas ban jaau 
  main yun milun tujhe tera libaas ban jaau
  tujhe banake samndar main pyas ban jaau 
  tujhe banake samndar main pyas ban jaau 
  main yun milun tujhe tera libaas ban jaau
  tujhe banake samndar main pyas ban jaau 
  tujhe banake samndar main pyas ban jaau 
  
  apne pahlu me hame aaj bikhar jaane do 
  dil ki gehraaiyon tak hamko utar jaane do 
  aise aalam me aa raha hain sirf ye hi nazar 
  ishq tufaan meri jaan aur tum ho lahar 
  ishq to hil hain mera, main to roz takraaun 
  tujhe banake samndar main pyas ban jaau 
  tujhe banake samndar main pyas ban jaau
                            
                            
                        