Kitna Intezar Lyrics
kitna intezaar tera aur main karun
  kitna intezaar tera aur main karun
  mil ke bhi hain juda juda bas ye sawal hai
  bechaini bekaraari ko kaise baya karun
  main apni bebasi ka izhaar kyaa karun
  main apni bebasi ka izhaar kyaa karun
  jab se mila hun tab se ye sawaal hain
  bechaini bekaraari ko kaise baya karun
  kitna intezaar tera aur main karun
  
  chahat ho tum meri ho mohabbat ka husala
  chahat ho tum meri ho mohabbat ka husala
  meri wafa ko mod naya tumse hain mila
  hain kyaa khayal dil mein sanam
  kaise main kahun
  kitna intezaar tera aur main karun
  
  tum dhadkne ho dil ki, tum meri shayari
  tum dhadkne ho dil ki, tum meri shayari
  nazron mein nazaron mein jaanam ho tum basi
  aise mein dur tujhse bhala kaise main rahun
  main apni bebasi ka izhaar kyaa karun
  jab se mila hun tab se ye sawaal hain
  bechaini bekaraari ko kaise baya karun
  kitna intezaar tera aur main karun
  kitna intezaar tera aur main karun
                            
                            
                        