Jane Kab Honge Kam Lyrics
jane kab honge kam is duniya ke gham jane kab honge kam is duniya ke gham jeene ke vaaste roj marte hai hum jane kab honge kam is duniya ke gham jeene ke vaaste roj marte hai hum jane kab honge kam jane kab, jane kab, jane kab, jane kab jane kab, jane kab, jane kab, jane kab jane kab honge kam is duniya ke gham koi aas nahi ehsaas nahi dariya bhi mila bujhi pyas nahi koi aas nahi ehsaas nahi dariya bhi mila bujhi pyas nahi kiya jisne gila mili aur saza jise dekho yaha wohi aankh hai nam jane kab honge kam is duniya ke gham jeene ke vaaste roj marte hai hum jane kab honge kam is duniya ke gham aashiqi ka deeya jabse roshan kiya dard sare zamane ka dil me diya aashiqi ka deeya jabse roshan kiya dard sare zamane ka dil me diya rah gaya intzaar phir na lauti bahar ujdi mehfil me ab ghut raha hai ye dum jane kab honge kam is duniya ke gham jeene ke vaaste roj marte hai hum jane kab honge kam is duniya ke gham so gayi har gali so gaya ye shehar apne halat se har koi bekhabar so gayi har gali so gaya ye shehar apne halat se har koi bekhabar dil bujha hai yaha, yaha jaagti hai najar kab talak hum sahe raat ke ye sitam jane kab honge kam is duniya ke gham jane kab honge kam is duniya ke gham jeene ke vaaste roj marte hai hum jane kab honge kam is duniya ke gham jeene ke vaaste roj marte hai hum jane kab honge kam jane kab, jane kab, jane kab, jane kab jane kab, jane kab, jane kab, jane kab jane kab honge kam is duniya ke gham