Man Ke Panchi Kahi Door Chal Door Chal Lyrics

man ke panchhi kahi dur chal dur chal is chaman me to apna gujara nahi ber ki hai dgar ber ka hai ngar sans lene ka bhi ab sahara nahi man ke panchhi kahi koi hum do nahi na wfadar hai zindagi ab to jine se bezar hai koi hum do nahi na wfadar hai zindagi ab to jine se bezar hai gam ke tufan hai jis taraf dekhiye aur tufa me koi kinara nahi man ke panchhi kahi dur chal dur chal is chaman me to apna gujara nahi man ke panchhi kahi humne dekhe yaha ptharo ke sanam pujkar bhi jinhe hum to pachhtaye hai humne dekhe yaha ptharo ke sanam pujkar bhi jinhe hum to pachhtaye hai zindagi ke liye hath falaye hum aisa jina to humko gwara nahi man ke panchhi kahi dur chal dur chal is chaman me to apna gujara nahi man ke panchhi kahi ye zami berham aasma par sitam in hado se bhi aage nikal jaye hum ye zami berham aasma par sitam in hado se bhi aage nikal jaye hum aasmano pe bhagwan bhi khamosh hai aisi kismat hai koi hamara nahi man ke panchhi kahi dur chal dur chal is chaman me to apna gujara nahi man ke panchhi kahi dur chal dur chal is chaman me to apna gujara nahi ber ki hai dgar ber ka hai ngar sans lene ka bhi ab sahara nahi man ke panchhi kahi