Pyar De Sapne Lyrics
?aaj mohbbat humse tum karlo na 
  meri jaan meri jaan aisa kuch kar lo na 
  aaj mohbbat humse tum karlo na 
  meri jaan meri jaan aisa kuch kar lo na 
  mere pyar ka khumar aur ye bebasi 
  kadam kadam pe hi tadap rahi hai 
  karu kya karu main sanam 
  karu kya karu main sanam 
  karu kya karu main sanam 
  karu kya karu main sanam 
  
  ye chehra aur ye aankhe teri 
  ho meri jaan meri jaan mujhe khinche bas teri or
  ho main kya samjhau dil nahi mane dil ki 
  ho meri jaan meri jaan dil me hai kaisa ye shor 
  ho ye dil hai ab tera kuch bhi nahi to pata hai 
  hum tum pe marte hain tum samjho na 
  meri jaan meri jaan aisa kuch kar lo na
  hogi khamoshi  zara hans de na 
  meri jaan meri jaan aisa kuch kar lo na
  mere pyar ka khumar aur bebasi 
  kadam kadam pe hi tadpa rahi hai 
  karu kya karu main sanam 
  
  ho main aashiq tera ishq me dooba tere 
  ho meri jaan meri jaan mera kya hoga kuch bata de 
  kya socha tumne aur kya dil me tere 
  ho meri jaan meri jaan mujhe kuch bhi nahi hai pata 
  ho yun jab se tum ho ishq me hai to saja 
  saja hi saja 
  karu kya karu main sanam