Dil Ki Aahe Kaun Sune Jo Zubaan Na Kah Paaye Lyrics
ye rudraksh mera hai
  itne hazaro sal baad aaj ye mere liye nikal aaya hai
  jaante ho kyon kyonki iska asali haqadaar main hu
  
  dil ki aahe kaun sune jo zubaan na kah paaye
  anjaani in raaho me gar koi mil jaaye
  dard uthe tere seene me meri aankhe bhar aaye
  yaara teri yaari me ham had se guzar jaaye
  man karta hai maar de sab ko ya phir mar jaaye
  manzil ko paane ki khaatir khoon bhi pi jaaye

  saathiya sun zara main to hu tera apna
  aate hain jaate hain mushkilo se kya darna
  sang-sang bas tere sang haath thaame rahungi
  rang-rang khushiyo ke rang zindagi me bhar dungi