Jeenaa Hai Kis Liye Lyrics

hanse ped jab tab to baadal hanse hanse jab nadi tab to saagar hanse hoke insaan bhi ham hanse na kabhi bas yahi sochkar khud pe ham hans liye jina hai kisliye jeevan hai isliye zindaadili se kyun na ham jiye jina hai kisliye jeevan hai isliye zindaadili se kyun na ham jiye rishte hai kisliye samajhte hai isliye jina bhi varnaa aur hai kisliye ye fiza aur vo bahaar do ghadi ke hai khumaar badalna hi to kudrat me qaayam ka raha kirdaar ye fiza aur vo bahaar do ghadi ke hai khumaar badalna hi to kudrat me qaayam ka raha kirdaar badlenge kisliye sanvrenge isliye badal ke hans diye to jee liye jina hai kisliye jeevan hai isliye zindaadili se kyun na ham jiye aansu ke jo dhaare hain ye gham ke sharaare hain jo unko ponchh de bas vo hi to tumhaare hain aansu ke jo dhaare hain ye gham ke sharaare hain jo unko ponchh de bas vo hi to tumhaare hain aansu hai kisliye sar dard isliye muskaan se aansu bhi dho liye jina hai kisliye jeevan hai isliye zindaadili se kyun na ham jiye rishte hai kisliye samajhte hai isliye jina bhi varnaa aur hai kisliye lyrics typed by: neha gupta