Isi Sheher Ki Kisi Gali Me Piya Ka Ghar Lyrics
isi shahar ki kisi gali me isi shahar ki kisi gali me piya ka ghar hai mujhe yaki hai mujhe pata hai mujhe khabar hai ho mera diwana mera parwana mera mastana hai kahi na kahi magar ye nahi magar ye nahi ye nahi ye nahi ye nahi ye nahi milkar nigahe bhate surkh bahe kahe aye hasina haye muskil hai jina kahe aye hasina hua ek mahina nahi nind aayi haye teri duhai mai tera hu saudayi wo kaisa ho wo kaisa wo un jaisa ho khubsurat hasi magar ye nahi magar ye nahi ye nahi ye nahi ye nahi ye nahi aji chand jaise sitaro me wo ho ek lakho hazaro me samjh lo najar ka ishara ye nigaho me ubhra najara ye ye natak hai kaisa karo farz hai aisa kahi mai akeli ja rahi hu andheri hain raatein mai ghabra rahi hu achanak maine dekha koi chor daku koi lutera mere raste me khada hai khatarnak manzar bada hai bhaga kar yu ghoda mera hero dauda chale khub ghuse chale khub ghuse lutere ke muh se lage khun bahne to socha ye maine bhai waah waah waah waah kya kehne o mera dil jani mai diwani jiski rani hai yahi yahi yahi magar ye nahi magar ye nahi ye nahi ye nahi ye nahi ye nahi isi shahar ki kisi gali me piya ka ghar hai piya ka ghar hai mujhe yaki hai mujhe pata hai mujhe khabar hai ho mera diwana mera parwana mera mastana hai kahi na kahi