Ishk Me Pyar Me Kya Kya Ho Raha Hai Lyrics
ishq me pyar me kya kya ho raha hain
  nind bhi chain bhi hosh bhi kho raha hain
  iss tarah chhod ke dur na ja fasle keh rahe pas aaja
  iss tarah chhod ke dur na ja pas mere pas aaja ui ui
  ishq me pyar me kya kya ho raha hain
  nind bhi chain bhi hosh bhi kho raha hain
  
  ghumati hain jamin jhumta assman
  kaun si hain jagah aa gaye ham kaha
  ghumati hain jamin jhumta assman
  kaun si hain jagah aa gaye ham kaha
  rut hai jawani ki tera mera sath hai, masti fijao me
  kitani suhani si apani mulakat hai, aa meri baaho me
  bekarariya kya khumariya bekhudi me cha raha nasha ui ui
  ishq me pyar me kya kya ho raha hain 
  ishq me pyar me kya kya ho raha hain
  nind bhi chain bhi hosh bhi kho raha hain
  nind bhi chain bhi hosh bhi kho raha hain 
  
  kya hasin hain sama kuchh hawa sard hain
  dhadkane bekhabar dil mai bhi dard hain
  kya hasin hain sama kuchh hawa sard hain
  dhadkane bekhabar dil mai bhi dard hain
  teri tamanna hai tera hi khayal hain, jane tu jane na
  kaise batau mai kaisa meraa hal hain, mane tu mane na
  bekarar mai bekhayal tu aa raha hain aaj toh majah ui ui
  ishq me pyar me kya kya ho raha hain
  nind bhi chain bhi hosh bhi ko raha hain
  iss tarah chhod ke dur na ja fasle keh rahe pas aaja
  iss tarah chhod ke dur na ja pas mere pas aaja ui ui
  
  
  lyrics typed by: neha gupta