Kabhi Kabhi Koi Chehraa Lyrics

kabhi kabhi koi chehra samne aata hai hey kabhi kabhi koi chehra samne aata hai ishara ho hi jaata hai is umar me dil awara ho hi jaata hai ishara ho hi jaata hai kabhi kabhi koi chehra samne aata hai ishara ho hi jaata hai is umar me dil awara ho hi jaata hai awara ho hi jaata hai ishara ishara kuchh isharon ko to bas samajhte hai ham aur samajhte hi thoda thaharte hai ham kuchh isharon ko to bas samajhte hai ham aur samajhte hi thoda thaharte hai ham bas yunhi ek mulaqat ho jati hai aur hasi khvabon me raat kho jati hai kabhi kabhi ye nazrein jise dhundhti hai han kabhi kabhi ye nazrein jise dhundhti hai nazara ho hi jaata hai is umar me dil awara ho hi jaata hai ishara ho hi jaata hai kabhi kabhi koi chehra samne aata hai ishara ho hi jaata hai is umar me dil awara ho hi jaata hai ishara ho hi jaata hai ham to beqabu hai bolo ham kya kare aisa kya ho gaya aj khud se dare ham to beqabu hain bolo ham kya kare aisa kya ho gaya aj khud se darein ye mohabbat ki jana shuruat hai aur hamare liye ek nayi baat hai kabhi kabhi ham jisko nahi jante hai kabhi kabhi ham jisko nahi jante hai hamara ho hi jaata hai is umar me dil awara ho hi jaata hai awara ho hi jaata hai