Jab Tak Tum Saamne Rahoge Lyrics
jab tak tum samne rahoge ye dil bhi dhadakta rahega jab tak tum samne rahoge ye dil bhi dhadakta rahega tere jane ke bad teri ayegi yad aur yado mein ye dil tadapta rahega jab tak tum samne rahoge ye dil bhi dhadakta rahega jab tak tum samne rahoge ye dil bhi dhadakta rahega jab diya humne dil jab kiya tumse pyar is mulakat ka dil ko tha intezar jab diya humne dil jab kiya tumse pyar is mulakat ka dil ko tha intezar aaj tum mil gaye ab kyun ahen bhare aao aao sanam dil ki bate kare jab tak tum kuch na kahoge ye dil bhi tarasta rahega tere jane ke bad teri ayegi yad aur yado mein ye dil tadapta rahega jab tak tum samne rahoge ye dil bhi dhadkta rahega din gujar jane do sham dhal jane do jao na tum kahi raat bhi ane do din gujar jane do sham dhal jane do jao na tum kahi raat bhi ane do apne pehlu mein tum humko so jane do pyar ki inteha aaj ho jane do jab tak tum pyar na karoge ye dil bhi machalta rahega jab tak tum samne rahoge ye dil bhi dhadkta rahega