Aazaadi Hai Pyari Lyrics

azadi hai pyari humko hamari khushi se bhi to jeene do ye to karo lekin wo na karo aisa kuch na karo jeene do to jaldi kyu uthe subha ko hum kyu na jage saari raat hum aur khate pite kyu na aish kare ye khana kyu pakana sikhe hum azadi hai pyari humko hamari khushi se bhi to jeene do ye to karo lekin wo na karo aisa kuch na karo jeene do to jaldi kyu uthe subha ko hum kyu na jage saari raat hum aur khate pite kyu na aish kare ye khana kyu pakana sikhe hum azadi hai pyari humko hamari khushi se bhi to jeene do ye to karo lekin wo na karo aisa kuch na karo jeene do sara din sari raat padte likhte kyu rahe aksharo me numbaro me ghumte firte kyu rahe kuch to kitabo se azadi do hame kuch to kitabo se azadi do hame are college me humko wo sab kuch hi sikhate hai sab kuch to batate hai hum se hi fir puchte hai in intahano se azaadi do hame aise hi degreeiya kyu nahi dete hai azadi hai pyari humko hamari khushi se bhi to jeene do ye to karo lekin wo na karo aisa kuch na karo jeene do ek se do do se char jitne bhi ho dost yaar humko kyu roke wo unse milne baar baar aisi rukawat se azadi do hame aisi rukawat se azadi do hame jeb kharchi badh jaye to ayega fir wo maza gharwale dilwale ban jaye to fir kya bura buddho is kadki se azadi do hame haan mgar pucho na kharch kaha karte hai azadi hai pyari humko hamari khushi se bhi to jeene do ye to karo lekin wo na karo aisa kuch na karo jeene do to jaldi kyu uthe subha ko hum kyu na jage saari raat hum aur khate pite kyu na aish kare ye khana kyu pakana sikhe hum azadi hai pyari humko hamari khushi se bhi to jeene do ye to karo lekin wo na karo aisa kuch na karo jeene do azadi hai pyari humko hamari khushi se bhi to jeene do