Jane Ye Kya Lyrics

jane ye kya ho raha hai ye dil kaha kho raha hai socha na tha khawabo me jo sachmuch me vo ho raha hai sulge hai arman jaga hai toofan sara jahan so raha hai sulge hai arman jaga hai toofan sara jahan so raha hai jane ye kya ho raha hai ye dil kaha kho raha hai sacha hai jutha hai ye rishta kaisa hai darta bhi hai dil magar darr darr ke kehta hai bandho na dil ko roko na khud ko hone do jo ho raha hai ab zindagi meri tum ho ab bandagi meri tum ho dhadkan mere dil ki tum ho ab har khushi meri tum ho sanso ki manjil tum jine ka muhasil tum tum ek ehsaas ho pal pal me samil tum lehro me jiske sapne hi sapne aisi nadi meri tum ho ab zindagi meri tum ho ab bandagi meri tum ho dhadkan mere dil ki tum ho ab har khushi meri tum ho pake jise mai bhula hu khud ko vo bekhudi meri tum ho pake jise mai bhula hu khud ko vo bekhudi meri tum ho jane ye kya ho raha hai ye dil kaha kho raha hai socha na tha khawabo me jo sachmuch me vo ho raha hai