Meri Bitiya Chali Sasural Lyrics

meri bitiya ho meri lado re meri bitiya chali sasural se ise rakhna sada khushal re meri bitiya ho meri lado re meri bitiya chali sasural re ise rakhna sada khushal re ho maa santoshi maa ho maa santoshi maa dekhe sasur me ye murt pita ki sasu me dekhe surat ye maa ki devar ka rakhe bhai sa khyal rishto ka mahke gulal re ise rakhna sada khulsal re meri bitiya chali sasural re ise rakhna sada khushal re ho maa santoshi maa ho maa santoshi maa sewa pati ki ho iska gahna sewa pati ki ho iska gahna dharti se sikhe har dukh ye sahna kabhi muskilo se ye hona nidhal gum na bune koi jal re ise rakhna sada khulsal re meri bitiya chali sasural re ise rakhna sada khushal re ho maa santoshi maa ho maa santoshi maa apne paraye ki duri mitaye apne guno se ye sabko lubhaye rahe sanskaro ka isko khyal man ho iska vishal re ise rakhna sada khulsal re meri bitiya chali sasural re ise rakhna sada khushal re ho maa santoshi maa ho maa santoshi maa ho ghar aangan ko ye swarg banaye dono kul ki laz nibhaye jag me rahe ye banke mishal jag me rahe ye banke mishal samay na chale koi chal re ise rakhna sada khulsal re meri bitiya chali sasural re ise rakhna sada khushal re ho maa santoshi maa ho maa santoshi maa