Mujhe Pyar Hone Laga Hai Lyrics
chehra tumhara hai kitna pyara, dekhe bina mera ho na gujara rab ne tumhen bhi kya khub banaya meri najar se khud ko dekho to yara dil divana, divana dil dil divana bekarar hone laga hai dil divana bekarar hone laga hai halka halka sa khumar hone laga hai kehate hain mere yar mujhe pyar hone laga hai, mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai, mujhe pyar hone laga hai dil divana bekarar hone laga hai halka halka sa khumar hone laga hai tu bhi yeh sun le yar mujhe pyar hone laga hai, mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai, mujhe pyar hone laga hai jab se kiya hai dilbar, maine didar tera pal pal mujhe rehta hai, bas intajar tera najron ne meri jab se, tera khwab yar dekha na dekh kar bhi tujhko, sau bar yar dekha koyi jadu, koyi jadu bar bar hone laga hai dil divana bekarar hone laga hai tu bhi yeh sun le yar, pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai, mujhe pyar hone laga hai yeh keh rahi hai hamse, dinanagi hamari kahi hamko le dube na, ye ashiki tumhari yeh ishk hi masiha, yeh ishk hi khuda hai milkar juda na ho ham, lab par yahi duwa hai mujhko tera sach, mujhko tera aitbar hone laga hai dil divana bekarar hone laga hai kehte hain mere yar, pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai pyar hone laga hai, mujhe pyar hone laga hai oh dil divana bekarar hone laga hai halka halka sa khumar hone laga hai tu bhi yeh sun le yar, mujhe pyar hone laga hai pyar hone laga hai