Talibani Fatwa With Jeete Hai Yaha (Hindi) Lyrics
jeete hain yahan
  jeete hain yahan
  log magar log magar
  phir bhi yaha
  phir bhi yaha
  zindagi tham si gayi
  zindagi tham si gayi
  jannat si thi yeh zameen
  jannat si thi yeh zameen
  ek jahanum ban gayi
  jeete hain yahan
  jeete hain yahan
  log magar log magar
  phir bhi yaha
  phir bhi yaha
  zindagi tham si gayi
  zindagi tham si gayi
  
  barbadi hain charo taraf
  chhaya hua matam sa hain
  aazadi bhi ab quid hain
  har jaan pe ek sitam sa hain
  tapata hua sehra yaha
  jalta hua har dil bhi hain
  tuta yakin lekin kabhi
  ummid ki kiran bhi hain
  kabhi to khushi ki aayegi
  wo subaha
  gham ki raat yeh keh ke gayi
  jeete hain yahan
  jeete hain yahan
  log magar log magar
  phir bhi yaha
  phir bhi yaha
  zindagi tham si gayi
  zindagi tham si gayi
  jannat si thi yeh zameen
  jannat si thi yeh zameen
  ek jahanum ban gayi
  jeete hain yahan
  jeete hain yahan
  log magar log magar
  
  ab ghyan ki sama jale
  badne bhi do ab hosle
  aurat ho tum todo magar
  ab julm ke yeh silsile
  aawaz do khud ko zara
  insaaf ki devi bano
  tumko bhi to rab ne racha
  anyay ko tum kyu saho
  jeet ka parcham leke utho tum
  har ki gadiya beet gayi
  jannat si thi yeh zameen
  jannat si thi yeh zameen
  ek jahanum ban gayi
                            
                            
                        