Main Albeli Main Matwaali Lyrics
main albeli main matwali 
  main albeli main matwali 
  haye aisi huyi jawan re, meri ada pe marne laga hai
  ho meri ada pe marne laga hai
  sara hindustan re
  main albeli main matwali 
  main albeli main matwali 
  haye aisi huyi jawan re, meri ada pe marne laga hai
  ho meri ada pe marne laga hai
  sara hindustan re
  
  o koi lutaye dil apna
  aur koi sona chandi
  koi lutaye dil apna
  aur koi sona chandi
  sabko thokar maar ke nikli
  aisi main hu aandhi
  meri rup ki dhup pe sabki
  meri rup ki dhup pe sabki
  nikli jaye jaan re
  main albeli main matwali 
  main albeli main matwali 
  haye aisi huyi jawan re, meri ada pe marne laga hai
  sara hindustan re
  
  dil apna ye usko dungi
  jo hoga dilwala
  dil apna ye usko dungi
  jo hoga dilwala
  ab tak mujhko najar na aaya
  wo sajan matwala
  ek din wo bhi mil jayega
  ek din wo bhi mil jayega
  jiska hai arman re
  oye oye oye 
  main albeli main matwali 
  main albeli main matwali 
  haye aisi huyi jawan re, meri ada pe marne laga hai
  sara hindustan re
                            
                            
                        