Chhaaye Chhaaye Lyrics
uski zulfain khuli to laga yun mujhe
  ghata chaaye chaaye chaaye chaaye
  chaaye chaaye chaaye chaaye
  ghata chaaye to dil ki gali main bichhe
  tere saaye saaye saaye saaye
  saaye saaye saaye saaye
  
  phir hua kya phir hua yun
  kaun jane kaun samjhe
  ek jhonka chhu ke guzra
  phool khil ke aap jhoome
  panchi chehke to chupke se
  dil ne kaha koi aaye aaye aaye aaye
  aaye aaye aaye aaye
  uski zulfain khuli to laga yun mujhe
  ghata chaaye chaaye chaaye chaaye
  chaaye chaaye chaaye chaaye
  
  yeh kahani nayi hai purani bhi hai
  kuch anokhi bhi hai aur suhani bhi hai
  surmayi shaam hai aur deewani bhi hai
  baat kehni bhi hai aur chhupani bhi hai
  aaj baadal bhi mujhse
  koi dastaan kehne aaye aaye
  aaye aaye aaye aaye
  uski zulfain khuli to laga yun mujhe
  ghata chaaye chaaye chaaye chaaye
  chaaye chaaye chaaye chaaye
  
  khushbuo se saji shaam aane lagi
  geet mujhko naye phir sikhane lagi
  masti har shaye pe ab to hai chhaane lagi
  dil ki kashti bhi ab to thikane lagi
  mujhse kehti hai khushboo mere dil main woh
  rehne aaye aaye aaye aaye
  aaye aaye aaye aaye
  uski zulfain khuli to laga yun mujhe
  ghata chaaye chaaye chaaye chaaye
  chaaye chaaye chaaye chaaye
  
  phir hua kya phir hua yun
  kaun jane kaun samjhe
  ek jhoonka chhokay guzra
  phool khil ke aap jhoome
  panchi chehke to chupke
  se dil ne kaha koi aaye aaye aaye aaye
  aaye aaye aaye aaye
  uski zulfain khuli to laga yun mujhe
  ghata chaaye chaaye chaaye chaaye
  chaaye chaaye chaaye chaaye
                            
                            
                        