Dhaani Lyrics
dhaani re dhaani chunariya dhaani re dhaani chunariya kude baadal ke saiye mein lehrayegi mujhe tarpayegi chali jayegi jaisay bijuriya mastaani re jhoke ki surat mein chu jayegi sharmayegi aur itrayegi jaisai nadiya deewaani dhaani re dhaani chunariya haye dhaani saye mein uske barso ka jaaga mein so jau uski sajti savarti dhanak mein mein ghar banau apne ghar mein kaee chand taare utaru sajau khushbuo say bhare raasto mein kho jau kude baadal ke saye mein lehrayegi mujhe tarpayegi chali jayegi jaisay bijuriya mastaani dhaani re dhaani chunariya haye dhaani sunde uske baarish mein dhul ke hain khilte aur nikharte ru uski zamino ke chehro se milte aur damakte uske andaz jaisai hai mosam ate jaate usse sargam bhi haste haste jagmagate kude baadal ke saiye mein lehrayegi mujhe tarpayegi chali jayegi jaisay bijuriya mastaani dhaani re dhaani chunariya dhaani re dhaani chunariya, dhaani ree