Dil Ko Chura Liya Hai Tumne Chura Liya Lyrics
aankho se kajal ki tarah phulo se khushbu ki tarah
  dil ko chura liya hai tumne chura liya
  chura liya hai tumne chura liya
  
  aankho se kajal ki tarah phulo se khushbu ki tarah 
  aankho se kajal ki tarah phulo se khushbu ki tarah 
  dil ko chura liya hai tumne chura liya
  chura liya hai tumne chura liya
  
  o jana yeh kya kiya tumne o jana yeh kya kiya tumne 
  aankho se kajal ki tarah phulo se khushbu ki tarah
  dil ko chura liya hai tumne chura liya
  chura liya hai tumne chura liya
  
  zikr teraa hawao se jab bhi kiya karte hain
  yado me teri khushbu kaa ham maja liya karte hain
  palko se nindo ki tarah nindo se khwabo ki tarah
  dil ko chura liya hai tumne chura liya
  chura liya hai tumne chura liya
  
  tassavur tera karte hain ham kiye ja rahe hain aashiki sanam
  chura liya hai chura liya hai tumne chura liya hai
  
  aksar yeh sunte the ham ishk toh hai divanapan
  tumse milke jan gaye sach kehte the log sanam
  honto se hansi ki tarah hansi se khushi ki tarah
  dil ko chura liya hai tumne chura liya
  chura liya hai tumne chura liya
  
  o jana yeh kya kiya tumne
  o jana yeh kya kiya tumne
  chura liya hai tumne chura liya 
  chura liya hai tumne chura liya 
  chura liya hai tumne chura liya
                            
                            
                        