Hero Ka Hero Hoon Jita Hoon Main Shaan Se Lyrics

hero ka hero hoon jita hoon main shan se charche hai duniya mein bas mere hi nam ke hero ka hero hoon jita hoon main shan se charche hai duniya mein bas mere hi nam ke tej hawa ka yaro main hoon ik jhonka de jata hoon yaro sabko main dhoka ek taraf hai chand tare ek taraf hoon main ek taraf duniya ke najare ek taraf hoon main ek taraf hai chand tare ek taraf hoon main ek taraf duniya ke najare ek taraf hoon main hero ka hero hoon jita hoon main shan se charche hai duniya mein bas mere hi nam ke dharati pe kayi bag lagana nothing special patthar pe ek phul khilana something special duniya ke raste pe jana nothing special apna rasta ap banana something special jeet le koi sara jamana nothing special dard sehke gungunana something special pyar se dil jeet jana something special hero ka hero hoon jita hoon main shan se charche hai duniya mein bas mere hi nam ke ruk kar pani pina nothing special daud ke dudh pina something special koyi puche sach bolana nothing special kabhi kabhi to jhut bolna something special apni jhuti shan badhna nothing special andhi mein ek deep jalna something special sat samandar par karna something special hero ka hero hoon jita hoon main shan se charche hai duniya mein bas mere hi nam ke tej hawa ka yaro main hoon jhonka de jata hoon yaro sabko main dhoka ek taraf hai chand tare ek taraf hoon main ek taraf duniya ke najare ek taraf hoon main ek taraf hai chand tare ek taraf hoon main ek taraf duniya ke najare ek taraf hoon main