Aaja O Rasiya Meri Gali Lyrics
aaja o rasiya meri gali
  tu mera bhawara main hoon kali,yauwan ki tujhape rut aayi
  bajawa du kya teri shehnai
  saj dhaj ke aayi hai rani teri
  tere liye hai jawani meri
  laila ki sister hai tu manchali
  kaise banu main majnu tera
  are main hoon teri laila tu hai mera chaila
  tu bindaas sine se mujhko laga
  yeh tirachi tirachi najarein
  haay haay yeh tere nakhare
  rehane de mujhape na apna jaadu chala
  aaj o rasiya meri gali, yauwan ki tujhpe rut aayi
  
  yeh kaali kaali julfon ke jaal yun na daalo
  najarein ladaake mujhase dil ko yun na uchalo
  banke hawa ka jhonka mujhse lipat tu jaana
  ghayal kiya hai tune dil hai tera nishana
  rehane de mujhako na jalawe dikha
  mujhko tu fasayegi yeh bhul ja
  main hoon ek shola na bach paayega
  sun le woh deewaane pighal jaayega
  yeh tirachi tirachi najarein
  haay haay yeh tere nakhre
  rehane de mujhpe na apna jaadu chala
  are main hoon teri laila, tu hai mera chaila
  tu bindaas sine se mujhko laga
  jauban ki tujhape rut aayi
  aaja o rasiya meri gali
  
  teri hoon deewaani deewaani hoon deewaani
  kar de meherbaani chal jaaye na jawani
  hai mast mast ladaki rakh dunga main jakadke
  kuch kar diya jo maine royegi sar pakadke
  janemann ai mere jaata hai tu kahaan
  main hoon tere pichhe o jaane jahaan
  yeh teri sharaarat aur yeh teri ada
  tu hai kaisi ladaki tauba tauba
  are main hu teri laila, tu hai mera chaila
  tu bindaas sine se mujhko laga
  yeh tirachhi tirachhi najarein
  haay haay yeh tere nakhre
  tu hai kaisi ladki tauba tauba
  are main hu teri laila, tu hai mera chaila
  tu bindaas sine se mujhko laga
  yeh tirachi tirachi najarein
  haay haay yeh tere nakhare
  rehane de mujhpe na apna jaadu chala
                            
                            
                        