Sare Jahaan Se Achha Lyrics
saare jahan se accha hindustaa humara, humara saare jahan se accha hindustaa humara, humara hum bulbule hai iski ye gulsita humara saare jahan se accha parvat vo sabse uncha humsaya aasma ka parvat vo sabse uncha humsaya aasma ka vo santari humara vo paasba humara saare jahan se accha godi me khelti hai jiski hazaaro nadiyaan godi me khelti hai jiski hazaaro nadiyaan gulshan hai jinke dam se gulshan hai jinke dam se rashk-e-janaa humara, humara saare jahan se accha hindustaa humara saare jahan se accha majhab nahi sikhata aapas me bair rakhna majhab nahi sikhata aapas me bair rakhna hindi hai hum vatan hai hindi hai hum vatan hai hindustaa humara, humara hindustaa humara, humara saare jahan se accha maalum ya kisi ko dard-e-niha humara, humara saare jahan se accha hindustaa humara, humara saare jahan se accha hindustaa humara, humara