Mujh Jaisa Kaun Sharabi Mera Nasha Judaa Hai Sabse Lyrics

door har agan nach karti hain rooh mein dhal ke rabs karti hain main se aata hain khubiyan kar nikhaar main to tehzeeb sqas karti hain aklmat ko bawaar main noshi teer magar kis kadar ke mast na ho aadami ka ab khaana dil peekar hosh ke warkade se ast na ho mujh jaisa kaun sharabi mujh jaisa kaun sharabi meri adda juda hain sabse mujh jaisa kaun sharabi meri adda juda hain sabse mera nasha galat nahi hain mera nasha juda hain sabse mera nasha juda hain sabse mujh jaisa kaun sharabi meri adda juda hain sabse ek roj khula darwaza aur daulat ghar mein aayi ek roj khula darwaza aur daulat ghar mein aayi mera hosh laga tharrane yun usne aankh milaayi mere dil ne kahan sun pagale mere dil ne kahan sun pagale te aehade wafa do din ka ye aehade wafa do din ka daulat ki hakikat kyaa hain daulat ki hakikat kyaa hain daulat ka nasha do din ka mujh jaisa kaun sharabi meri adda juda hain sabse daulat ko jab kiya baahar phir sohrat ghar mein aayi daulat ko jab kiya baahar phir sohrat ghar mein aayi main jhoom utha masti mein lee usne yun angadaai mere dil ne kahana sun pyaare mere dil ne kahana sun pyaare ye saara maza do din ka ye saara maza do din ka sohrat ki hakikat kyaa hain sohrat ki hakikat kyaa hain sohrat ka nasha do din ka mujh jaisa kaun sharabi meri adda juda hain sabse ek roj mili raste mein taaqat ki raaj kumaari ek roj mili raste mein taaqat ki raaj kumaari boli ke charan chhu mere aur jeet le duniya saari mere dil ne kahan sun baba mere dil ne kahan sun baba ye saara silla do din ka ye saara silla do din ka taaqat ki hakikat kyaa hain taaqat ki hakikat kyaa hain taaqat ka nasha do din ka mujh jaisa kaun sharabi meri adda juda hain sabse jogi bhesh badal kar dil ek din ghar mein aaya jogi bhesh badal kar dil ek din ghar mein aaya samjha na saki jo duniya woh usne mujhe samjhaya daulat ik ret ka ghar hain sohrat ka mehel bhi kachcha sohrat ka mehel bhi kachcha insaan ka pyaar ho jis mein insaan ka pyaar ho jis mein bas wohi nasha hain sachcha insaan ka pyaar ho jis mein bas wohi nasha hain sachcha mera nasha galat nahi hain mera nasha juda hain sabse mera nasha juda hain sabse mujh jaisa kaun sharabi meri adda juda hain sabse