Its Magic Lyrics
its magic its magic, its magic its magic kachha nahi kuch bhi pakka nahi kuch bhi hota hai jo kuch bhi sab khel hai its magic its magic, its magic its magic parde ke girte hi parde ke uthte hi badla nahi jo badal sakta hai parde ke girte hi parde ke uthte hi badla nahi jo badal sakta hai kachha nahi kuch bhi pakka nahi kuch bhi hota hai jo kuch bhi sab khel hai dur ki chij hi kyun lagi ye hansi dur ki chij hi kyun lagi ye hansi pas ki chij ka kyun nahi hai yakin dil ne kaha sabse magar insan duje ki sunta nahi sunta nahi, sunta nahi kachha nahi kuch bhi pakka nahi kuch bhi hota hai jo kuch bhi sab khel hai parde ke girte hi parde ke uthte hi its magic its magic, its magic its magic aaiye, dekhiye, dekh ke sochiye aaiye, dekhiye, dekh ke sochiye soch ke phir meri bat ko toliye chhota hai jo chhota nahi usme bhi koi badi bat hai badi bat hai, badi bat hai kachha nahi kuch bhi pakka nahi kuch bhi hota hai jo kuch bhi sab khel hai its magic its magic, its magic its magic its magic its magic, its magic its magic parde ke girte hi parde ke uthte hi badla nahi jo badal sakta hai kachha nahi kuch bhi pakka nahi kuch bhi hota hai jo kuch bhi sab khel hai