En Panchhiyo Ko Dekh Kar Jage Hai Ye Arman Lyrics
aina aina aina, ekna ekna ekna
  jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
  
  aina aina aina, ekna ekna ekna
  jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
  in panchhiyo ko dekh kar jage hai ye arman
  dharati pe hum chalte hain par chhu lenge asman
  aina aina aina, ekna ekna ekna
  jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
  in panchhiyo ko dekh kar jage hai ye arman
  dharati pe hum chalte hain par chhu lenge asman
  
  yeh batao jara ham pankho bina jayenge kaise dur waha
  kuchh bhi ho sakta hai, kuchh bhi ho jayega ham itne nahi nadan
  ho yeh batao jara ham pankho bina jayenge kaise dur waha
  kuchh bhi ho sakta hai, kuchh bhi ho jayega ham itne nahi nadan
  aina aina aina, ekna ekna ekna
  jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
  en panchhiyo ko dekh kar jage hai ye arman
  dharati pe ham chalte hai par chu lenge asman
  
  dekhte jao tum aisa bhi ek din, ek din to jarur ayega
  ham se is duniya me, ek din har koyi jab hath milayega
  dekhte jao tum aisa bhi ek din, ek din to jarur ayega
  ham se is duniya me, ek din har koyi jab hath milayega
  
  gale se laga lengi tumko khushi, badal jayengi ek din jindagi
  yeh kadmo me chup jayega asman, tum jaisa koyi bhi na hoga yaha
  aina aina aina, ekna ekna ekna
  jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
  en panchhiyo ko dekh kar jage hai yeh arman
  dharati pe ham chalte hai par chu lenge asman
  aina aina aina, ekna ekna ekna
  jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
                            
                            
                        