Kaho Naa Kaho, Yeh Aankhe Bolatee Hain Lyrics
kaho na kaho, ye aankhe bolti hain
  o sanam o sanam, o mere sanam
  mohabbat ke safar me, ye sahara hai
  wafa ke saahilo ka, ye kinara hai
  kaho na kaho, ye aankhe bolti hain
  o sanam o sanam, o mere sanam
  mohabbat ke safar me, ye sahara hai
  wafa ke saahilo ka, ye kinara hai
  
  baadalo se unchi udaan unki
  sabse alag pehchan unki
  unse hai pyar ki kahani mansub
  aati jati saanso ki rawani mansub
  baadalo se unchi udaan unki
  sabse alag pehchan unki
  unse hai pyar ki kahani mansub
  aati jati saanso ki rawani mansub
  
  kamalli m''aa, wala hatta baidi''am
  niki aldi hawa kamall im''aa
  kamalli b''ali uffal di walaa bansaa
  kamalli wa hishmillah hata banu wayya
  kamalli wa hishmillah hata banu wayya
  kaho na kaho, ye aankhe bolti hain
  o sanam o sanam, o mere sanam
  mohabbat ke safar me, tu humara hai
  andhere raasto ka tu sitara hai
  
  kamalli habibi mah''ta dilai
  i''layya ''anayya binda ''ilai
  wila''ha walayla kulli ku
  i''layya ''anayya binda ''ilai
  wila''ha walayla kulli ku
  yakuniya habibi mahta dillai
  tu hi jeene ka sahara hai
  meri maujo ka kinara hai
  mere liye ye jahan hai tu
  tujhe mere dil ne puakara hai
  
  
  hey hey hey hey hey hey hey hey 
  
  kaho na kaho, ye aankhe bolti hain
  o sanam o sanam, o mere sanam
  labo pe naam tere, bas humara hai
  ye tera dil bhi jana, ab humara hai
  kaho na kaho, ye aankhe bolti hain
  o sanam o sanam, o mere sanam
  mohabbat ke safar me, ye sahara hai
  wafa ke saahilo ka, ye kinara hai
  khwabo me tujhko sanwara hai
  jajbo me apne utara hai
  meri ye aankhe jidhar dekhe
  tera hi chehra nazara hai
  khwabo me tujhko sanwara hai
  jajbo me apne utara hai
  meri ye aankhe jidhar dekhe
  tera hi chehra nazara hai
  khwabo me tujhko sanwara hai
  jajbo me apne utara hai
  meri ye aankhe jidhar dekhe
  tera hi chehra nazara hai
  khwabo me tujhko sanwara hai
  jajbo me apne utara hai
  meri ye aankhe jidhar dekhe
  tera hi chehra nazara hai
                            
                            
                        