Palakon Pe Sapane Jaise, Ye Saansen Bahaki Hain Lyrics
u yeh u yeh u yeh u yeh palko pe sapne jaise dhire dhire chhaate hai rang dhime dhime aankho me ghule jaate hai palko pe sapne jaise dhire dhire chhaate hai rang dhime dhime aankho me ghule jaate hai ye saanse behki hai, kyun aise behki hai ye saanse khilti hai khwabo ki kaliya to mehki hai ye saanse u yeh dil me jo bhi ab hai kaho na u yeh u yeh hone bhi do ab hai jo hona u yeh u yeh tumse jo mili nazar meri to chha gayi hai kaisi ye ranginiya zindagi meri huyi hasi, hua java nigaaho me saara sama rang hai dhalake dhalake, jaam hai jhalke jhalke failti hai tan man me bekhudi halke halke ye saanse behki hai, kyun aise behki hai ye saanse khilti hai khwabo ki kaliya to mehki hai ye saanse u yeh dil me jo bhi ab hai kaho na u yeh u yeh hone bhi do ab hai jo hona u yeh tumse kya kahu ke jo mujhe mile ho tum to kaisa laga hai mujhe mai kahi rahu magar mera ye dil yahi rahega pata hai mujhe pighla pighla sa hai dil, khoya khoya sa hai dil khvaab hai jaage jaage soya soya sa hai dil ye saanse behki hai, kyun aise behki hai ye saanse khilti hai khwabo ki kaliya to mehki hai ye saanse u yeh dil me jo bhi ab hai kaho na u yeh u yeh hone bhi do ab hai jo hona u yeh palko pe sapne jaise dhire dhire chhaate hai rang dhime dhime aankho me ghule jaate hai ye saanse behki hai, kyun aise behki hai ye saanse khilti hai khwabo ki kaliya to mehki hai ye saanse u yeh u yeh u yeh u yeh