Aarzu Lyrics

garche kab dekhte ho par dekho aarzu hain ke tum idhar dekho ishq kya kya humein dikhata hain aah tum bhi to ek nazar dekho pahunche hain hum kareeb marne ke yaani jaate hain door, agar dekho aarzue hazaar rakhte hain aarzue hazaar rakhte hain to bhi hum dil ko maar rakhte hain aarzue hazaar rakhte hain aarzue hazaar rakhte hain to bhi hum dil ko maar rakhte hain aarzue hazaar rakhte hain na nigaah, na e paiyaam, na wada na nigaah, na e paiyaam, na wada naam ko hum bhi yaar rakhte hain aarzue hazaar rakhte hain aarzue hazaar rakhte hain gair hi mooride inayat hain gair hi mooride inayat hain hum bhi to tumse pyaar rakhte hain aarzue hazaar rakhte hain aarzue hazaar rakhte hain phir bhi karte hain meer shababe ishq phir bhi karte hain meer shababe ishq hain jawa ikhtiyaar rakhte hain aarzue hazaar rakhte hain aarzue hazaar rakhte hain to bhi hum dil ko maar rakhte hain aarzue hazaar rakhte hain aarzue hazaar rakhte hain