Tum Kya Ho Ek Chhabee Lyrics
tum kya ho ek chhavi ankit 
  keval surur nihar ka dekho 
  jo kar rahe bhid aakash ke neer
  wo chale raat aur din 
  hath mein deep andhere ke rahi 
  ravi grah taare 
  tum kya un sam satay nahi 
  haye keval tum ek chhavi
  tum kya ho ek chhavi
  
  nain mein dekhe tumhe 
  nain mein ghar kar liya tumne 
  tabhi to shyam tu shaymlata 
  mein nilima mein neel 
  mera nikhil tumhi mein paye 
  nij hariday ka milan 
  nahi janu koi nahi jane 
  mere geeto mein swar tere 
  kavi ke hariday mein tum ho 
  kavi nahi chhavi nahi chhavi
  tum nahi chhavi tum kya ho ek chhavi
  ankit keval surur nihar ka dekho  
  jo kar rahe bhid aakash ke neer
  wo chale raat aur din 
  hath mein deep andhere ke rahi 
  ravi grah taare 
  tum kya un sam saty nahi 
  haye keval tum ek chhavi
  tum kya ho ek chhavi
  
  nain mein dekhe tumhe 
  nain mein ghar kar liya tumne 
  tabhi to shyam tu shaymlata 
  mein nilima mein neel 
  mera nikhil tumhi mein paye 
  nij hariday ka milan 
  nahi janu koi nahi jane 
  mere geeto mein swar tere 
  kavi ke hariday mein tum ho 
  kavi nahi chhavi nahi chhavi
  tum nahi chhavi tum kya ho ek chhavi