Kya Naa Mila Lyrics
kya na mila ye hisab ab to man na mila na chahe kya na mila antar ki chhara mein jyoti mein aaj baansuri baaje kya na mila pyar kiya tha is dharti se pyar kiya tha pyar kiya tha is dharti se pyar kiya tha baar baar ve yaade aayi man mein kitne basnto mein dakhin hawaye bhari meri dali mein kya na mila naino ka jal ant sthal mein rahe kabhi hariday mein vytha ke ras se wo chupke chupke sadhana saphal kare sadhana kabhi kabhi phir bhi tute the taar kaun kare ab uska vichar kabhi kabhi phir bhi tute the taar kaun kare ab uska vichar sur to lage the phir bhi baar baar aaj wahin samardhi radhi kya na mila ye hisab ab toman na milana chahe kya na mila