Hum Hai Titliya Duniya Hai Gulsita Lyrics
hum hai titliya
  duniya hai gulsita 
  jaye hum jaha 
  hai vaha naya sama
  dekhe jo aise nazare 
  aankhon me chamke sitare 
  jaagi roshniya gunji ragniya 
  hum par hai zindagi meherban
  hum hai titliya
  duniya hai gulsita 
  jaye hum jaha 
  hai vaha naya sama
  dekhe jo aise nazare 
  aankhon me chamke sitare 
  ho jaagi roshniya gunji ragniya
  hum par hai zindagi meherban
  
  jilmilaati or jagmagati hame raahe mili
  har kadam pe 
  hame har khusi ki khuli baahe mili
  bazaar dil mein armano ki hain ab khuli khuli 
  khwabo ke rang manjar mein hai jaise dhule dhule 
  sare manzar lagte hai pyare 
  dekhe jo aise nazare 
  aankhon me chamke sitare 
  jaagi roshniya gunji ragniya 
  hum par hai zindagi meherban
  
  gungunata gaata samay jo hai beh raha 
  hole hole kanno mein jaise hai kah raha  
  tere haath chule aakash chuna 
  tu chahe agar jhuk na paye 
  tune jo uthai hai nazar 
  tute sadiyo ke bandhan sare 
  dekhe jo aise nazare 
  aankhon me chamke sitare 
  jaagi roshniya gunji ragniya 
  hum par hai zindagi meherban