Saiyan Sanye Sanyoni Lyrics
saiya saiya saiya sanye sanye sanye
  saiyoni saiyoni saiyoni 
  saiya saba phul khushboo kiran chaand taare 
  aaj ki raat sab ho gaye hai hamare 
  saba phul khushboo kiran chaand taare 
  aaj ki raat sab ho gaye hai hamare 
  ye dilkash jawani ye masti ka aalam 
  tumhare liye hi jawa hai ye saare 
  saiya sanye saiyoni saiya sanye saiyoni 
  saiya sanye saiyoni saiya sanye saiyoni 
  
  dil se ek waada hai ek waada tumse hai 
  pyar dil ko mere bahot jyada tumse hai
  tumhare mohabbat se mehke huye hai 
  hamari najar ke ye saare najaare
  saiya sanye saiyoni saiya sanye saiyoni 
  saiya sanye saiyoni saiya sanye saiyoni 
  
  ek pal ke liye tum dur jaana nahi 
  bin tumhare ye mera dil na lagega kahi 
  mujhe jindagi apni ab to hai jee na  
  hamesha hamesha tumhare sahaare 
  saiya sanye saiyoni saiya sanye saiyoni 
  saiya sanye saiyoni saiya sanye saiyoni 
  saiya sanye saiyoni saiya sanye saiyoni 
  saiya sanye saiyoni saiya sanye saiyoni 
  saiya sanye saiyoni saiya sanye saiyoni