Mere Sapne Mere Apne Lyrics
mere sapne mere sapne na jane kaha kho gaye suni suni duniya apni begane sabhi ho gaye dil kyu chahe har pal har dam koi to ho mera hamdam mere sapne mere sapne na jane kaha kho gaye tanha ho gya ulfat ka karba lakho hai tare virana aasma tanha ho gya ulfat ka karba lakho hai tare virana aasma badle sare rishte nate jine ki mili kyu saja mere sapne mere sapne na jane kaha kho gaye chaha tha kya aur mujhko kya mila tute armano ka hai ye silsila chaha tha kya aur mujhko kya mila tute armano ka hai ye silsila uljha uljha lamha lamha ye hawa kyu hui bejuba mere sapne mere sapne na jane kaha kho gaye suni suni duniya apni begane sabhi ho gaye dil kyu chahe har pal har dam koi to ho mera hamdam mere sapne mere sapne na jane kaha kho gaye