Aaya Maza Na Yaar, Achchha Nahi Hota Harpal Dilo Se Khelna Lyrics
kamsin ho najre milana sikh lo pahle kamsin ho najre milana sikh lo pahle ha fir lagana dil fir lagana dil jamana dekh lo pahle acha nahi hota acha nahi hota harpal dilo se khelna acha nahi hota harpal dilo se khelna har koi nahi janta has ke teer jelna koi hum sathi hai mil jata hai jo kar baithta hai kaam kyo aaya maja na yaar aaya maja na yaar aaya maja na yaar acha nahi hota harpal dilo se khelna har koi nahi janta has ke teer jelna koi hum sathi haimil jata hai jo kar baithta hai kaam kyo aaya maja na yaar aaya maja na yaar aaya maja na yaar deewangi me had se gujaro to is trah chahat ka imtihan lo chahat ki trah pyar kare to sacha kar varna kariyo na sikhna hai to sikh le hum se dariyo na pyar is dil me ho to harpal hai bekrar aaya maja na yaar aaya maja na yaar aaya maja na yaar acha nahi hota harpal dilo se khelna har koi nahi janta has ke teer jelna mana kisi ne aaj tak roka nahi tuje teri har aada ko jela toka nahi tuje mana kisi ne aaj tak roka nahi tuje teri har aada ko jela toka nahi tuje us dil pe ho fida jo janta hai pyar itna gurur ishq bhi iska khuda hai yaar aaya maja na yaar aaya maja na yaar aaya maja na yaar acha nahi hota harpal dilo se khelna har koi nahi janta has ke teer jelna dekha na kya gujari hai jab tute aitbar mil jata hai jo kar baithta hai kaam aaya maja na yaar aaya maja na yaar aaya maja na yaar acha nahi hota harpal dilo se khelna har koi nahi janta has ke teer jelna dekha na kya gujari hai jab tute aitbar mil jata hai jo kar baithta hai kaam aaya maja na yaar aaya maja na yaar aaya maja na yaar