Diwano Ko Pata Hai Ye Ishk To Nasha Hai Lyrics
deewano ko pata hai ye ishq to nasha hai milti hai bechaini isme, din katta na mere yaar tere bina ek pal na rahna kahta hai dil baar baar tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pahla pyaar deewano ko pata hai ek madhoshi shaam-o-shahar hai teri mohabbat ka ye asar hai yaad teri aati hai tanhaayi gaati hai ye bekhudi koi jaane na tere bina ek pal na rahna kahta hai dil baar baar tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pahla pyaar deewano ko pata hai khushbu teri hai in saanso mein sapne tere hai in aankhon mein rang tera chalka hai hosh nahin kal ka hai maane koi chaahe maane na tere bina ek pal na rahna kahta hai dil baar baar tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pahla pyaar deewano ko pata hai ye ishq to nasha hai milti hai bechaini isme, din katta na mere yaar tere bina ek pal na rahna kahta hai dil baar baar tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pahla pyaar deewano ko pata hai