Junoon Lyrics
yaara, main maangu itna pyar pyar
  dil me hain mere yaar yaar 
  fir bhi main dhundu baar baar, yaara 
  wo gul hain main hu khaar khaar 
  daaman hain mera taar taar 
  wo jeet hain main hu haar haar, yara 
  ye kaisa hain junoon, ye kaisa hain junoon 
  hain junoon hain junoon 
  main maangu itna pyar pyar
  dil me hain mere yaar yaar 
  fir bhi main dhundu baar baar, yaara 
  wo gul hain main hu khaar khaar 
  daaman hain mera taar taar 
  wo jeet hain main hu haar haar, yara 
  ye kaisa hain junoon, ye kaisa hain junoon 
  hain junoon hain junoon 
  
  yara, main uska hu sahjaai 
  sab jiske hain saudai 
  main nachu ban ke diwana 
  dil ka majhab hain yaari 
  wo surat sabse pyari 
  jiska hain aalam afsana
  yara, main uska hu sahjaai 
  sab jiske hain saudai 
  main nachu ban ke diwana 
  dil ka majhab hain yaari 
  wo surat sabse pyari 
  jiska hain aalam afsana, yara 
  main maangu itna pyar pyar
  dil me hain mere yaar yaar 
  fir bhi main dhundu baar baar, yaara 
  wo gul hain main hu khaar khaar 
  daaman hain mera taar taar 
  wo jeet hain main hu haar haar, yara 
  ye kaisa hain junoon
  
  jo ishq sada tadpaye 
  uski hi yaad sataye 
  jo har pal mujhme samil hain ho 
  jo jaan gawana chahe 
  wo us raste me aaye 
  ye ishq anokhi mehfil hain 
  aa ho tan hain mai hu chadar 
  wo mausam hain main manjar
  wo shamma hain main parvana 
  wo kal bhi mera aaj bhi 
  har shay pe uska raaj bhi 
  har aalam me pyaar lana
  main maangu itna pyar pyar
  dil me hain mere yaar yaar 
  fir bhi main dhundu baar baar, yaara 
  wo gul hain main hu khaar khaar 
  daaman hain mera taar taar 
  wo jeet hain main hu haar haar, yara 
  ye kaisa hain junoon, ye kaisa hain junoon 
  hain junoon hain junoon
                            
                            
                        