Saanso Mein Sawar Jaao Lyrics
ho sanso me savar jao ha baho me bikhar jao 
  ho sanso me savar jao ha baho me bikhar jao 
  tum chao nasha bankar mousam ki duaa bankar 
  mai barsu ghata bankar 
  ho sanso me savar jao ha baho me bikhar jao 
  
  mai raat hu soi si aankho me jaga lo tum 
  mai raat hu soi si aankho me jaga lo tum 
  hontho pe saja lo tum mai git hu ga lo tum 
  har pal ko hansi kar do rango se mujhe bhar do 
  tum dil ki sada bankar 
  ho sanso me savar jao ha baho me bikhar jao 
  
  aa jao akelapan tan man ko stata hai 
  aa jao akelapan tan man ko stata hai 
  aalam ye jawani ka diwana banata hai 
  nas nas me utar jao jao na thahar jao 
  tum janewafa bankar 
  ho sanso me savar jao ha baho me bikhar jao
                            
                            
                        