Thamba Re Thamba Rok Tikhi Najriya Lyrics
tauba maine tauba maine ki tauba haye rama
  yaha waha dole mara ji, ji dole haye rama
  thamba re thamba rok tikhi najriya
  mar gayi re mar gayi, mai to mar gayi sawariya
  thamba re thamba rok tikhi najriya
  mar gayi re mar mar gayi mar gayi re
  mai to mar gayi sawariya
  prem rog mujhko lagana re sajna na re na, na na re na
  ho dil pe mere gira na bijuriya
  thamba re thamba rok tikhi najriya
  thamba re thamba thamb na
  
  tune jadu kar diya aise dil pe kabu kar liya jaise
  tune jadu kar diya aise dil pe kabu kar liya jaise
  kho gayi re khwabo me kho gayi
  ho gayi re mai teri ho gayi
  tere nam ki odhi chunariya
  thamba re thamba rok tikhi najriya
  mar gayi re mar gayi, mai to mar gayi sawariya
  thamba re thamb thamb re
  wallv re natahwa ho wallv re rama
  
  ek to joban ki angadayi uspe nagan si tanhayi
  ek to joban ki angadayi uspe nagan si tanhayi
  aaja jara aana meri baho me aana
  tujhko sikha dunga dil ka lagana
  bhul hi jao na nagar ki dagariya
  thamba re thamba rok tikhi najriya
  mar gayi re mar gayi, mai to mar gayi sawariya
  prem rog mujhko lagana re sajna na re na, na na re na
  ho dil pe mere gira na bijuriya
  thamba re thamba rok tikhi najriya
  mar gayi re mar gayi, mai to mar gayi sawariya
  wallv re natahwa ho wallv re rama
  wallv re natahwa ho wallv re rama
  wallv re natahwa ho wallv re rama, sawriya
                            
                            
                        