Zindagi Ek Banjaran Lyrics
jindagi ek banjaran jindagi tere karan jindagi ek banjaran jindagi tere karan kabhi ye hasaye kabhi ye rulaye kabhi aasma se jami pe giraye dil ke jakham sunaye kahani aankhon me aa jaye pani kya ho gai hai ye jindagani kya ho gai hai ye jindagani jindagi ek banjaran jindagi tere karan jindagi ek banjaran jindagi tere karan bagiya thi meri pyari pyari uspe giri aisi chingari khushiya jalkar rakh ho gai sahami hai bulbul bechari vakt ne ki aisi manmani o vakt ne ki aisi manmani kya ho gai hai ye jindagani kya ho gai hai ye jindagani jindagi ek banjaran jindagi tere karan jindagi ek banjaran jindagi tere karan kabhi ye hasaye kabhi ye rulaye kabhi aasma se jami pe giraye dil ke jakham sunaye kahani aankhon me aa jaye pani kya ho gai hai ye jindagani kya ho gai hai ye jindagani jindagi ek banjaran jindagi tere karan jindagi ek banjaran jindagi tere karan phool mile ya kante har haal me hum muskayenge meri manjil mere samne makshad nahi bhulayenge chodo yaro baat purani o chodo yaro baat purani sabse hansi hai ye jindagani sabse hansi hai ye jindagani jindagi ek banjaran jindagi tere karan jindagi ek banjaran jindagi tere karan kabhi ye hasaye kabhi ye rulaye kabhi aasma se jami pe giraye dil ke jakham sunaye kahani aankhon me aa jaye pani kya ho gai hai ye jindagani kya ho gai hai ye jindagani jindagi ek banjaran jindagi tere karan jindagi ek banjaran jindagi tere karan