Ye Sham Kuch Rangeen Hai Lyrics
ye sham kuch rangen hai pine ki bat kijiye ye sham kuch rangen hai pine ki bat kijiye ye khata nahi sangen hai jine ki bat kijiye chalka hai meh se pyala kar dega ye matwala mehfil hai aaj sharabi pi le jo pine wala yara sakiya bhi hasen hai ye sham kuch rangen hai pine ki bat kijiye pi le sharabi kya pani milau tu jo kahe to jawani milau pi le sharabi kya pani milau tu jo kahe to jawani milau tere hi liye mai aayi pyale ko bahr ke layi hotho se ise laga le har shay pe masti chai tere pas ye nazned hai ye sham kuch rangen hai pine ki bat kijiye ye khata nahi sangen hai jine ki bat kijiye jina hai bas nam zinda dili ka aao sikha du me uska salika jina hai bas nam zinda dili ka aao sikha du me uska salika mujhko bho me bhar lo ji bhar ke mohobat kar lo ye nasha ranga layega ankho ki bhasha padh lo ye jawani badi namkin hai ye sham kuch rangen hai pine ki bat kijiye ye khata nahi sangen hai jine ki bat kijiye chalka hai meh se pyala kar dega ye matwala mehfil hai aaj sharabi pi le jo pine wala yara sakiya bhi hasen hai ye sham kuch rangeen hai pine ki bat kijiye