In Ashqo Ko Pani Kehna Lyrics
in ashako ko pani kehna
bhul nahi nadani hai
tan man me jo aag lagade
ye to aysa pani hai
in ashako ko pani kehna
bhul nahi nadani hai
kaise tum se ishq hua tha
kya kya hum par biti hai
sun lo to sacha afsana
warna ek khani hai
shaekh-o-brhaman, jahid-o-waiz
piri mein ye kya jane
bhul bhi ho jati hai isme
ishq me lazami hai ye sehar
dil wale ho maat ghbrao
yeh to reet purani hai