Mere Saamne Wali Khidki Mein Ek Chand Ka Tukda Rehta Hai Lyrics
barsaat bhi aakar chali gayi
baadal bhi garaj kar baras gaye
barsaat bhi aakar chali gayi
baadal bhi garaj kar baras gaye
par uski ek jhalak ko hum
ae husn ke maalik taras gaye
kab pyaas bujhegi aankhon ki
din raat ye dukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
afsos ye hai ke vo humse
kuch ukhda ukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
jis roz se dekha hai usko
hum shamma jalaana bhul gaye
dil thaam ke aise baithe hain
kahin aana jaana bhool gaye
ab aath paher in aankhon mein
vo chanchal mukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
afsos ye hai ke vo humse
kuch ukhda ukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai