Ja Sanam Mujhko Hai Pyar Pe Aitbaar Lyrics

ja sanam mujhko hai pyar pe aitbar, mai karungi tera intjar ja sanam mujhko hai pyar pe aitbar, mai karungi tera intjar mai itni dur chala jaunga, tujhe yaad bhi na aaunga ye baat hai or janam ki tujhe mai bhul na paunga ja sanam mujhko hai pyar pe aitbar, mai karungi tera intjar ja magar mudke tu dekhle ek baar, mai karungi tera intjar mai itni dur chala jaunga, tujhe yad bhi na aaunga ye baat hai or janam ki tujhe mai bhul na paunga tumse hi thi meri jindagi, lekin ye kya hua tumse hi thi meri jindagi, lekin ye kya hua tum bin mai ji raha hu mai kaisa hu bewafa ja sanam aayegi fir lautke ye bahar, mai karungi tera intjar ha sanam mujhko hai pyar pe aitbar, mai karungi tera intzar mai itni dur chala jaunga, tujhe yaad bhi na aaunga ye baat hai or janam ki tujhe mai bhul na paunga mai itni dur chala jaunga, tujhe yaad bhi na aaunga shayad kabhi kahi tumhe meri mile khabar shayad kabhi kahi tumhe meri mile khabar kar lena yaad bas mujhe mumkin ho ye agar ja sanam tere sath meri jaan hai mere yaar mai karungi tera intjar ja sanam mujhko hai pyar pe aitbar, mai karungi tera intjar mai itni dur chala jaunga, tujhe yaad bhi na aaunga ye baat hai or janam ki tujhe mai bhul na paunga lyrics typed by : ruchita parab