Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamare Dil Me Hai Lyrics
sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil me hai

  sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil me hai, dil me hai
  dekhna hai zor kitna baazu-e-qaatil me hai

  wakt aane par bata denge tujhe ae aasma
  wakt aane par bata denge tujhe ae aasma
  wakt aane par bata denge tujhe ae aasma, aasma
  hum abhi se kya bataye kya hamare dil me hai
  hum abhi se kya bataye kya hamare dil me hai
  sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil me hai
  
  khechkar laayi sabhiko katl hone ki ummid

  khechkar laayi hai sab ko katl hone ki ummid
  katl hone ki ummid
  aashiko ka aaj jamaghat kucha-e-kaatil me hai