Om Jai Jagadish Lyrics
apni maryada hai paawan yeh ghar apna apni maryada hai paawan yeh ghar apna is ghar mein dekha hai humne kya kya sapna jaise pooja ka mandir se jaise pooja ka mandir se jaise kirno ka ambar se aisa apna nata hum tere aasre oh hum tere aasre om jai jagadish hare swaami jai jagadish hare bhakt jano ke sankat daas jano ke sankat pal mein door kare om jai jagadish hare sath karmo ke path par jaye, man me rahe balaye dush karmo ki baat na sochche, hum na kare burayi sath karmo ke path par jaye, mann mein rahe balaye dush karmo ki baat na sochche, hum na kare burayi rag rag mein ho teri bhakti rag rag mein ho teri bhakti, de de hum ko itni shakti data sach kehne se dil kabhi na darre hum tere aasre oh hum tere aasre om jai jagadish hare swaami jai jagadish hare bhakt jano ke sankat daas jano ke sankat pal mein door kare om jai jagadish hare samay koyi bhi aaye jaaye koyi bhi mausam ho saara jeevan antar mann se prem ka bhi na kam ho ek duje ka bal ban jaye ek duje ka bal ban jaye, waqt pade to pran lutaye sukh dukh saath hai sehna hum rahe na pare hum tere aasre oh hum tere aasre om jai jagadish hare swaami jai jagadish hare bhakt jano ke sankat daas jano ke sankat pal mein door kare om jai jagadish hare