Chain Mujhe Ab Aaye Naa Lyrics
chain mujhe ab aaye na, tere bina jiya jaaye naa
  chain mujhe ab aaye na, tere bina jiya jaaye naa
  sili sili pyase raina aake bhiga de naina
  ho o o chain mujhe abb aaye na, tere bina jiya jaaye na
  
  bite dino kee yaad satati hai, mann ghabarata hai rah rah ke
  meri tanhaayee mujhako bulaatee hai, bhaag gaya gam sah sah ke
  koi mujhe behalaye na, tere bina jiya jaaye na
  o chain mujhe ab aaye na, tere bina jiya jaaye na
  silee silee pyase raina aake bhiga de naina
  ho chain mujhe ab aaye na, tere bina jiya jaaye na
  
  har dhadkan me pyaas hai, teri aise me dur mai kaise rahu
  tujh bina dil kaa aalam kaisa hai, tujhse bhala ye kaise kahu
  koi tujhe samajhaye naa, tere bina jiya jaaye na
  o chain mujhe ab aaye naa, tere bina jiya jaaye na
  silee silee pyase raina aake bhiga de naina
  ho chain mujhe abb aaye naa, tere bina jiya jaaye naa
  ho tere bina jiya jaaye naa ho tere bina jiya jaaye naa 
  ho tere bina jiya jaaye naa ho tere bina jiya jaaye naa
                            
                            
                        