Pise Ka Kya Yakeen Kabhi Hai Ye To Kabhi Nahi Lyrics
haye re paisa haye re paisa haye re paisa haye paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi paise ka garur kya aisa bhi huzur kya daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya paise ke badle tumhari aankhe koi mange kya de doge kya de doge daulat ke badle tumhari izzat koi mange kya de doge kya de doge aao aao in paise walo ko samjhao paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi paise ka garur kya aisa bhi huzur kya daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya kya sohni ke pas koi jagir thi jo mahiwal hua diwana hua diwana kya majnu tha seth kya majnu tha seth koi jo dil de baithi laila ye batlana aji batlana jao jao us diwani ladki ko batlao paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi paise ka garur kya aisa bhi huzur kya daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya kya hire moti dhadak sakte hai banke dil kabhi sine me kabhi sine me sona chandi ho sona chandi hi nahi kuch or bhi hota hai yaro jine me ha jine me jao jao us khidki ke niche gao paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi paise ka garur kya aisa bhi huzur kya daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi paise ka garur kya aisa bhi huzur kya daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya