Suno Ramzan Ki Dastaan To Suno Lyrics
suno ramjan ki dasta to suno rahmato ka baya hai baya to suno rahmato ka baya hai baya to suno ladka tha ek sahar me jo husn bemisal kamsin tha jiski umar thi samjho ki sat sala ramjan ke jo chand pe uski najar padi uske bhi dil me roze ki ek aarzu jagi roza rakhunga mai bhi ye ma bap se kaha sahri karunga mai bhi jaga dena tum jara suno ramjan ki dasta to suno rahmato ka baya hai baya to suno rahmato ka baya hai baya to suno ladke ki bat sunli magar kuch nahi kaha ladka subah utha to hua unse wo khafa samjhaya ma ne bap ne aye mere gulshita roza nahi hai farz abhi tujhpe meri ja nanhe se dil ko bat ka sadma bada hua maa se kaha kuran me kahta hai ye khuda roze ke bhukh pyas jo hasti uthayegi us rozedar ko na ye to jakh jalayegi kuran jisme utra suno wo mahina hai tauba kabul karta khuda wo mahina hai suno ramjan ki dasta to suno rahmato ka baya hai baya to suno rahmato ka baya hai baya to suno aayi jo sar pe rat to wo jagta raha shahri bhi karli chupke se khush hoke so gaya utha subah to maa se kaha sara majra maa ne bade hi pyar se usse ye kaha roza na rakh sakega ye jidd chhod maan ja de dungi apna roza tujhe mere dilruba todunga mai na roza kabhi kuch na khaunga akhir khuda ko kis tarah ye muh dikhaunga maa ne kaha ki bukh lagi hogi ladle garmi hai tujhko pyas lagi hogi ladle kahne laga ki chahe jami par ho aftab pani ka ek katra pina bada azab suno ramjan ki dasta to suno rahmato ka baya hai baya to suno rahmato ka baya hai baya to suno almukta sar jo gayi aa gayi asar wo pyas jaan le gayi pathra gayi najar maa ne kaha ki haye mera lal chal diya iftari jo banai thi wo bhi na kha saka roze ka waqt ho gaya lekin kaha hai wo ab to khuda ki rah me aakhir rawa hai wo itne me ek fakir ne aakar ye di sada mai bhi hu rozedar ki lelo meri dua jo kuch bhi paas ho mujhe khana khilayiye matam ye kaisa hai jara itna batlayiye aankho se aasuo ka janaza gujar gaya maa bap dono bole ki bacha hi mar gaya bola fakir ki mujhko khudara batao tum lash kaha hai bete ka mujhko dikhao tum sahil me lash dekh ke na jane kya padha murde ke dil pe hath rakha or di sada masum rozedar ki ab roza khol tu kab tak yu chup rahega jara muh se bol tu itna hi sunke bache ne fir aankh khol di maa mamta ki mari thi usse lipat gayi sahil nahi tha wo farishta khuda ka tha bache ko jinda karke jo rupesh ho gaya aati hai insan pe imtiha ki ghadi allah pe jan de de wo marta nahi kabhi marta nahi kabhi marta nahi kabhi marta nahi kabhi