Kahin Na Kahin Lyrics

kahi na kahi hai wo diwani mujhse abhi hai anjaani kahi na kahi hai wo diwani mujhse abhi hai anjaani ho aayegi kabhi to saamne wo mera khwab meri zindagaani kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana ho aayega kabhi to saamne wo khwabo me hai jiska aana jaana kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana uske labo pe bikhri hai laali, khushbu hai uski sandali mehki bahaare, behke nazaare wo muskura ke jab chali ha aankho me kajal, zulfo me baadal sab rang usme hai chhupa kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana ho aayega kabhi to saamne wo khwabo me hai jiska aana jaana kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana kya chaahti hu, kya sochti hu usko nahi hai kuch khabar main rok lungi raaho me usko, bach ke wo jaayega kidhar jaagi na soyi, yaado me khoyi yeh kya mujhe ho gaya kahi na kahi hai wo diwani mujhse abhi hai anjaani kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana ho aayegi kabhi to saamne wo mera khwab meri zindagaani